Apne sapno ko pura kaise kare???
Apne sapno ko pura kaise kare: Har insaan ka koi na sapna hota hai.jise wo pura karna chahta hai.magar har koi kar nhi pata hai.kuch kar lete hai..jo kar lete hai..agar unke jiwan ko vicharoge to unhone apne sapno ko pura karne ke liye bahut kuch tyaga hai scrifies kiya hai.jiska fal unko aaj mila hai..doston kisi ne such hi kaha hai..sapne wo nhi hote jo apko sone ke baad aaye..sapne wo hote hai jo pura hone se pehle apko sone na de..jiwan mein agar kuch karna hai banna hai..to usme apna hundred percent dena hi padega..aap socho ye bhi kar loon..wo bhi kar loon..sapna kewal ek hota hai...10 sapne dekhne walon ka ek bhi sapna pura nhi hota hai..agar hota bhi hai to usko wo khushi nhi mil paygi..jo uske kewal apne ek sapne ko pura karne par hogi..kewal jiwan mein kuch banna hi..sab kuch nhi hota hai..samaaj mein apni ek pehchaan banana ek chhavi banana bhj bahut jaruri hai..suchhi safalta to wahi hai..jisme pariwar shamil ho..sewa shamil ho..daya shamil ho..apne liye to pura jamana ji...